Is Post Me Mai Aapko ''Computer Me Window 8 Kaise Install Kare'' Iske Bare Me Jankari Dene Wala Hu.Window 7 Kaise Install Kare Iske Bare Me Maine Apni Pichli Post Me Bataya Tha.Microsoft Se Aapne Window 8 Ko Bhi Lounch Kiya Hai,Maine Aapko Window Install Karne Ke Lekar Kafi Post Aapke Samne Share Kar Chuka Hai,Aaj Hum Aapko Window 8 Install Karne Ke Tarika Ko Lekar Bat Karne Wala Hu.Window 8 Kafi Accha Hai ,Iska Look Bhi Aapko Other Window Se Kafi Alag Dekhne Ko Milega,Jisme Aapko Kafi Simple Look Hoga Jiska Istmal Aap Easly Kar Sakte Hai.
Window 8 Install Kar Aap Apne Computer Ko Window 10 Ke Jaisa Istamal Kar Sakte Hai,Matlb Dono Ek Dusre Se Milte Julte Lagege,Ye Aapko Kafi Fast Kam Karega,Isme Aapko Kafi Acche Acche Themes Mil Jayenge Jiska Istmal Aap Badi Asani Se Kar Sakte Hai.To Chahiye Dekhte Hai Window 8 Install Kaise Kiya Jata Hai.
Computer Me Window 8 Kaise Install Kare
Window 8 Install Karne Ke Liye Aapke Pass Window Ki CD/DVD Ya Aapke Pass Bootable Pendrive Hona Bhut He Jaruri Hai.Aap Bootable Pendrive Kaise Banaye Is Post Ko Padh Kar Aap Kuch Min Me Apne Liye Bootable Pendrive Bana Sakte Hai.
Agar Aap Pendrive Se
Window 8 Install Karna Chahte Hai To Aap Window 8 Ka Iso File Google Se Download Kare Uske Bad Apne
Pendrive Ko Bootable Banaye, Uske Bad Aap Aram Se Apne Computer/Laptop Me Window Install Kare.
Step 1. Sabse Pehle Computer Me Pendrive Ya Cd/DVD Disc Dale Our Ab computer Ko Restart Kare.Computer Open hone par trant computer pe keyword se f11 press kare.
Note Sabhi Computer/Laptop Ke Liye Boot Key Alag Alag Hota Hai, Jab Aap Bootable Pendrive Ko Apne Computer Me Plugin Karenge Aapke Computer Screen Par Boot Key Press Karne Ka Show Karega.
Step 2. Ab Boot Karne Ke Bad Aapke Computer Screen Par Ek Window Open Hoga.
Step 3. Aap Yaha Aapko Install Par Simply Click Karna Hai.
Step 4. Ab Aapke Samne Window Ka Product Key Ka Page Open Hoga Yaha Par Aapko Simply ( Tk8Tp-9JN6P-7X7WW-RFFTV-B7QPF) Product Key Ka Use Kar Sakte Hai.
Step 5. Yaha Par Custom Wala Page Option Par Click Karna Hai.
Step 6. Yaha Par Ab Aapko Licence Ka Page Open Hog,Yaha Par Aap License Ko Accept Kar Next Button Par Click Kare.
Step 7. Ab Yaha Aapke Same Aapke Computer Ka Harddisk Show Karne Lagega Yaha Par Aapko Aapne Computer Ke C Drive Ko Select Karna Hai Uske Bad Next Par Click Karna Hai.
Step 8. Ab Aapke Samne Kuch He Dher Me Window Install Hona Shuru Ho Jayega Jaisa Ki Aap Niche Screen Me Dekh Sakte Hai.
Step 9. Aab Yaha Par Aapko Apna Pc Name Dal Kar Next Par Click Karna Hai.
Step 10. Ab Aapke Samne Setting Ka Page Open Hoha,Yaha Par Aapko Coustom Express Setting Par Click Karna Hai.
Step 11. Ab Aapke Samne Getting Ready Aayega.Uske Bad Aapka Window Successfully Open Ho Jayega.
Final Word :
To Dosto Aap Is Tarah Window 8 Install Kar Sakte Hai,Agar Aapko Window 8 Install Hone Me Koi Problem Hui Hogi To Aap Husme Comment Karke Puch Sate Hai Hum Aapki Comment Ko Jald Reply Dene Ki Kosis Karenge...
0 Comments
Please Do Not Enter Any Spam Link In The Comment Box