Ticker

6/recent/ticker-posts

Windows 10 Par Black Screen Problem Kaise Fix Kare

 Aaj Ke Is post Me Hum Aapko Window 10 Black Scrren Problem Kaise Fix Kaise Iske Bare Me Complete Jankari Dene Wala Hun,Aaj Ke Daur Me Lagbhag Sabhi Log Microsoft Ka Latest Update Window 10 Ka Istmal Apne Computer/Laptop Par Karte Hai.Window 10 Install Karne Ke Bad Aapko Window 10 Update Se Lekar Our Bhi Kayi Sari Problem Aapke Samne Aayi Hogi Ya Ab Aane Wali Hai.Agar Aap Window 10 Ka Istmal Kar Rahe Hai To Aane Black Screen Problem Ko Jarur Face Kiya Hua.

Windows 10 Par Black Screen Problem Kaise Fix Kare

Window 10 Black Scrren Problm Ka Matlb Hai Jab Aap Apna Window Computer Open Karte Honge To Aapke Samne Blank Black Scrren Aajata Hoga ,Matlv Aapko Sirf Mouse Cursor Show Karta Hoga Window Ki Scrrren Aapne Me Kafi Lime Lagta Hoga.Aaj Hum Is Post Me Aisehe Kuch Problem Ke Bare Me Batane Wale Hai.Aaj Ke Is Post Me Read Kar Aap Window 10 Black Screen Problem Fix Kar Sakte Hai.

Black Screen Problem Kaise Thik Kare

Step 1. Sabse Phle AAapko Window 10 Me  AppReadiness Service Ko Off Karna Padega,Isko Off Karne KeLiye Aap Nihe Diya Gya Kuch Step Ko Follow Kare.

1. Sabse Pahle Aap Apne Computer Par Keyboard Par CTRL + Alt + Delete Press Kare.

Windows 10 Par Black Screen Problem Kaise Fix Kare


2. Ab Aapke Samne Task Manager Open Hoga.

3. Yaha Aapko Service Tab Par Cick Kare.

4. App Appeadiness Par Click Kare Or Stop Par Click Kar De.

Statup Repair


Coputer Automatic Repair Karne Se Bhi Aapke Computer Par Black Screen Ke Problem Ko Solove Kar Sakte Hai.Window Repair Karne Ke Liye Aap Apne Computer Ke Power Button Ko Hold Karke Rakhe Or Window Ko 2-4 Bar Sutdown Hoga Jisse Aapka Computer Safe Mode Me Open Ho Jayega.

Safe Mode Me Janke Ke Bad Aapke Computer Scrren Par Kuch Option Dikhai Dega.

1. Advance Option Aayega Aapko Uspar Click Karna Hai.

2. Advance Option Par Click Karte He Aapke Samne Next Window Open Hoga Jisme Aapko Troubleshoot Par Click Karna Hai.

3. Ab Aapko New Window Me Kuch Option ayega Jaha Par Aapko Advance Option Me Jana Hai.

4. Ab Aapko Startup Repair Par Click Karna Hai.

Ab Kuch Time Bad Aapka Window Repair Hone Lagega ,Jo Bhi Kuch Problem Hoga Wo Kuch Time Me Aapka Solove Ho Jayega.




Final Word :

I Hope Dosto Is Post Ko Read Kar Aapko Thodi Bhut Problem Jarur Solove Ho Gaya Hoga,Agar Aapko Computer Se Releted Kuch Sawal Puchna Hai To Aap Humse Niche Comment Me Puch Sakte Hai Hum Aapko Jald Reply Dene Ki Kosis Karenge.

 

Post a Comment

0 Comments