Ticker

6/recent/ticker-posts

Computer Par Window 10 Install Kaise Kare

 Aaj Ke Post Ka Topic Hai ''Window 10 Install'' Karne Ka Tarika.Aaj Mai Aapko Batane Wala Hu ''Computer Par Window 10 Kaise Install Kare''.Window 10 Window ki new featured hai Jo Microsoft Ke Dwara new Update kiya gya hai. Window 10 Ka Feature Window 7,8,8.1, XP Se Bhute he Alag Hai. Agar aapne window 10 ko ab tak use nhi kiya hai To Aap Ekar Jarur is new update ko try kare,Ye Kafi Achha dekhne me lagega. Window 10 Install Karne Ke Bad Aapka Computer Kafi Accha Lagega Or Use Karne Me Bhi Kafi Maza Aane Wala Hai.

Computer Par Window 10 Install Kaise Kare

Window 10 Instll Karne Ke Bad Aapko Alag Koi Driver Install Karne Ki Koi Jarurat Nhi Padegi,Jaisa Ki Agar Aap Apne Computer Ya Laptop Par Window 7 Ka Istmal Karte Honge To Aapko Window Install Karne Ke Bad Aapko Alag Se Aapne Computer Me Ya To Audio Driver Install Karna Padta Hai Ya Fir Aapko Wifi Driver,Window 7 Me Aapko Humesha Koi Na Koi Driver Ka Problem Jarur Karna Padta hai.


Window 10 Instll Karne Ke Bad Aapko Koi Alag Se Driver Install Karne Ki Jarurat Nhi Padegi,Aap Window 10 Install Ke Bad Aap Simple Aapne Window Ko Update Kar Apne Computer Ke Sabhi Driver Ko Insall Kar Sakte Hai.To Chaliye Dekhte Hai Window 10 Install Kaise Karte Hai.

Computer/Laptop Par Window 10 Kaise Install Kare

Window 10 Install Karne Ke Liye Aapke Pass Window Ki  Cd/ Bootable Pan Drive Hona Bhut He Jaruri Hai,Aap CD Ya Pendrive Kisi Bhi Chiz Se Window  Install Kar Sakte Hai.

Step 1. PenDrive boot Karne ke bad pen drive ko apne computer ke UsbPort me dale, Our computer ko restart kare.

Step 2. Ab aapke computer ke screen ke niche aapko boot menu ke liye aapko keyword se f12/f9/f11 etc press karne ko bola jayega,aap ko wahi press karna hai.


Note: Alag Aalg Computer/Laptop Ke Liye Aapko Alag Alag Boot Key Ko Press Karna Padega.

Step 3. Ab Aapke Samne Press Any Key Screen Par Show Karega To Aapko Kisi Bhi Key Ko Apne Keyboard Par press Karna Hai.

Step 4. Ab Aapke Samne Window Install Kar Screen Open Ho Jayega, Yaha Par Aapko Next Par Click Karna Hai.

Computer Par Window 10 Install Kaise Kare

Step 5. Ab Aapke Samne Ek Window Open Hoga Jisme Aapko Simply Install Ki Button Par Click Karna Hai.

Computer Par Window 10 Install Kaise Kare

Step 6. Ab Aapke Samne Next Window Me Product Key Manga Jayega,Jisme Agar Aapke Pass Product Key Hai To Enter Kare Agar Aapke Pass Product Key Nhi Hai To Aapko Yaha Simply i don't have a product key Par Click Karna Hai.

Computer Par Window 10 Install Kaise Kare

Step 7. Ab Aapko Samne Next Page Me Yaha Par Aapko Window 10/Window 10 Pro Par Click Karna Hai,Agar Aap 32 Bit Window Install Karna Chahte Hai To Aapko Yaha x32bit Par Click Karna Hai Agar Aap 64Bit Install Karna Chahte Hai To Yaha Aapko x86 Par Click Karna Hai.

Computer Par Window 10 Install Kaise Kare

Step 8. Ab Aapke Samne License Key Ka Option aayega ,jisme Aapko Tik Karna Hai Usme Bad Next par Click Hai.
Computer Par Window 10 Install Kaise Kare

Step 9. Ab Apko Yaha custom Install Window Only(Advanced) Par Click Karna Hai.

Computer Par Window 10 Install Kaise Kare

Step 10. Ab Yaha Aapko Apna Drive Formate Karna Ka Option Milega,Yaha Aapko Apna C Drive Formate Karna Hai,Agar Aap Chahte Hai Sabhi Drive Ko Formate Karna To Aap Yaha Ek Ek Kar Sabhi Drie Ko Select Kar Formate Kar Sakte Hai.

Computer Par Window 10 Install Kaise Kare


1. Drive Par Par Click Kare.

2. Formate Par Click Kare.

3. Ab Aapko Formate Par Click Karne Ke Bad C Drive Ko Select Karte He Next Par Click Karna Hai.

Step 11. Ab Aapke Pc Me Window Install Hona Shuru Ho Jayega.


Step 12. Window Complete Install Hone Ke Bad Aapka Computer Restart Hone Ko Jayega Jaisa Ki Aap Niche Image Me Dekh Rahe Hai.

Computer Par Window 10 Install Kaise Kare

Step 13. Ab Aapke Samne Aaapke Computer Screen Par Getting Ready   Ka Screen Show Karega.

Step 14. Ab Aapke Samne Create Pc Account Aayega Jaisa Ki Niche Image Me Dekh Sakte Hai.

Computer Par Window 10 Install Kaise Kare

1.Yaha aap apne pc ka koi bhi name add kare.
2. Next par click kare.

Step 15.  Ab Kuch Time Wait Karne Ke Bad Aapka Window successfully window install Ho Jayega.





Final Word.

I Hope Dosto Aapne Window 10 Ko Aasani Se Install Kar Liya Hoga,Agar Aapko Window Install Karne Me Kahi Koi Problem Ho Rahi HaiTo Aap Humse Niche Comment Me Puch Sakte Hai.


Post a Comment

0 Comments